Umera Ahmed Novels Download in PDF free. Daily Old and New Novels Updates

Download Free Peer Kamil SAWW Novel
Ab Mera Intazar Kar Novel Umera Ahmed Novels
Tum ne khat me pocha tha main kesi hu, kyon Mariam tm ne aisa kyon likha Pehle tu tm ne kabhi apne khat me mera hal nhi pocha Phir ab kyon? Kia tmhe lag rha ha main theek ho main achi hon buht khush ho atni he khush hon jitna aaj k door me mere jaise larki ho sakti hai. Umera Ahmed Novels;
Apne khat me yeh mat pochna keh meri jaisi say tumhra kia muraad hai. Meri baten tumhe aab Normal lag rhe hain’ Main waqi ajkal ab normal ho rhe hoon. Umera Ahmed NovelsTum nay kabhi daldal me Phansa Howay shaks ko dekha hai? Kese paoo marta hai who, koe rishta Koe asasa koe dolat bachane k lye nhi bus aik jaan bachane k lye. Main bhi pichle kae salon se aik dal dal me phansi hoe hoon. Bus farq yeh ha keh main haat paoo nhi mar rhee hoon.
Jaan bacha ker akhi karna he kia Mera khat perhte howay rona mat sharoo kar dena,. Main tmhen pareshan karne k liye yeh sab nahin likh rahe hoon. Umera Ahmed Novels list Tmhe Pata mujhy akser Depuration Doray parte hain. Aaj bhi aisa he hai Dil chah raha hai kahin bhaag jaoon sab kuch choor chaar kar kise pahar per ja bethi khamosh me sanate me aur phir roon zoor zoor say dharen mar mar ker. Aur meri siski her Ahh Her chekh paharon me goonj ban ker phirti rhe .
Peer E Kamil Novel Online Reading Or Dowload
Yeh jaan ker sakoon mil raha keh tum nasir ka sath buht khush ho. Lakin mariam Tum Nasir k sath he nahin kise bhi shaks k sath khush reh sakti thi. Tumhe khuda ne mere jaisa roog nhi diye, tum ne likha nasir acha hai tmhra buht khayal rkhta hai. Tum say buht muhabbat karta meri dua hai tum hamesha apne her khat me yahi teen jumle likhti rhoo. In me kabhi tabdeeli na aye. House job choor kar tum ne apne Waldain key khusi k lye apna career qurba ker dya. Tumhe itna ajar mila he chaye, keh jis shaks k sath tmhri shadi hoti, wo tum sy muhabbat karta. Umaira Ahmed Novels List
Tum ne meri Roteen masroofiat k bary me pocha hai. Tmhe kia lagta hai. Keh tmhre beghair Sirf Aik Month Me sab kuch badal gya. Nahin mariam sab kuch waisa he hai Bus Khamoshi kuch ziada barhe gaye hai pehla meray under he thi. Ab ahista ahista mera ird gird me phelne lagi hai. Hospital say ane k baad Coffee ka Mug Ly ker Aab me akeli apni khirki me khari hoti ho. Umera Ahmed Novels list ( pehle tu tm bhi sath hoti thi) Phir mujhy buht kuch yaad ata rehta hail akin main khamoshi say coffee key sip letay howay khirki se bahir jhankti hoon. ( Pehla main sab kuch tm se kaha karti th)
Best Umera Ahmed Novels
Main aab apna karma kise se share nhi karskti. Main tmhri jaga kise ko nahin dy skti. Sari sham khirki me khare isi trah guzar deti hoon phir AA jati hai. Umera Ahmed Novels list’ Aur is shaks key yaad k sath ab tmhri yaad bhi shamil ho gae hai.
Ab Mera InTazar Kar Novel——–Download
Aabhi To Maat Baqi Hai Umera Ahmed Novels
Bus aik saal baqi hai phr mere par kaat ker mujhy bhi qadfas me band krdya jaye ga ayr mariam! Meri dua hai. Yeh sal itnalamba ho jaye keh kabhi khatam he na ho magar mere kehne sy waqt key rafter na barhe na thame gi aur aik sal bad jab main apne khawabo aur khawahishoon kay taboot me akhri keel garr ker wapas chali jaoon gi tu tm ana Syeda Dar-maknoon Ali abbas Rizvi ko dekhne Rohani Toor per bimaar maseha ko ko jimani shifa bantte hoye. Mariam Saal Me 365 din kyon hote hain Teen hazar teen so penshat kyon? Umera Ahmed Novels list
Mujhy khat likhti rehna. Kam az kam is saal to. Phir jab wapas apne gaoon chali jaoo to mujhy khat na likhna. Phir shayad Main kise rabte ke qabil na rahoo. Main mayooos nhi ho rahe. Haqeeqat ko tasleem karna sekh rhe hoon. Umera Ahmed Novels listTum he ne aik dafa kaha than a. Dar Maknoon Tumhra masla Halaat Nahin tumhra Romantism hai. Letter By Dr Maknoon.
تازہ آپڈیٹ کے لئے گروپ جوائن کریں
Abhi Tu Maat baqi Hai Download