Haalim Novel pdf Downlaod Famous 1

Famous Haalim Novel Umera Ahmed

Barish ne us ko bhegoo diya hai’ Us k baal Geelay ho kar Ballo se chipak Rahe hai aur who Haalim Novel garden uthaye Oper Dekh Rahe hai Assmanoo ko Asmano ko Paar jahano ko Samne aik Aadmi khara hai Kechar se us k pair lat pat hain wo daraz Qad aur kasarti Bazoon wala hai us k gelay bal Mathay pay Bikhray Hain. Haalim Novel Who apne gareban pa hath Dalta hai aur tae nooch kar utarta hai.

Phir woh Asteenain Morta Hai’’Pechay Aur Peachy Haalim Novel . Larki abhi Tak Oper dekh rhe hai’ Aadmi abhi tak oper Dekh raha hai, Aadmi Jhukta hai,, Haalim Novel Kechar Say Mutthi Bharta hai Sedha khara Hota hai. Muthi larki ki taraf Barhata hai “Mere Sath Raho’ Hum Dono Ko aik dosray ke zaroorat hai’ Woh Barish Haalim Novel pdf aur tofaan Me buland Awaz Se Kehta hai.

Woh Choonk kay usay dekhti hai’ Phir Oper Nigah Uthati hai, Haalim Novel Compelte pdf Door Asmaan Per Aik parinda Doorta Howa araha Hai. Aapne Par Phelaye Us Aadmi kay Sir kay Oper Fiza Me Aa Rukta hai, Bar Bar Chakkar KAtta hai. Larki Ungli Utha kar isharah Karti hai’ Alfaz Us k Labbon Say Nhi nikal patay Magar wo Hont hila kar kehti Be Awaz Woh Dekho Aadmi Muthi Barhaye Khara Rehta hai. Haalim Novel downlaod Us key Muthi me kechar hai aur kecha me Damkti aik sone key chabi hai,

Mere sath raho mere sath raho mere sath raho woh hanooz keh raha hai.

More Novels: Ab Mera Intazar Kar – Novel – Abhi To Maat Baqi Hai

Parinda Un ke sir per chakkar kaat raha hai’ Sunehray aur surukh rang ka parinda Uqab jaise Nele Heroon Jaisi Ankhon wala parinda Aik Jhatqe se Haalim Key ankh khuli.

Kolalampore Jazeeron Kay Mulk Malaysia ka sab say Mashoor Shahir hai Mukhtalif Tehzibo aur odyan ka markaz Yahan Musilmano key aksriyat thi. Haalim Novel Samunder aur Onchay pahar’ Sabzah aur Khlay bagahat’’’ wo jannat key tasavor jaisa Khobsourat Shahir tha aur is Subha wo mamool kay mutabiq awazoon Shoor aur be fiker kehqoo say goonj raha tha’ loog masrofiat say apne rooz marah kay kam nipta rahe tahy. Sarkon pay’ DaftrooN me Gharoon Me.

K.L (KOLALAMPORE ko urd aam me K.L kaha jata hai) kay masroof karboari marakiz kay ilaqe me Haalim novel aik onchi imarat be niazi say khari dekhaye deti hai. Is kay barwain floor per Ao To Office cabin bane thay’ Haalim Novel Cabin in office aur workers masroof dekhaye dete thay. Typing work key awazain foon key ghantian youn dekhaye deta tha keh is office me har din key trah kam jari o sari hai.

Aise me aik nojawan hath me file pakrey tez tez chalta jaraha tha. Facebook Updates Chines Naqoosh key sorat ka haamil novel) who darmiane qad ka tha’ aur chehre pay daba daba josh tha. Haalim Novel Aik office kay darwaze kay samne wo ruka khushi ko qabo karte howay muskurahat dabae aur dharle say darwaza khola.

[su_button id=”download” url=”https://download.great-epoetry.info/2021/09/08/top-haalim-novel-complete-pdf-download-umera-ahmed/” target=”blank” size=”1″ wide=”yes” center=”yes” text_shadow=”0px 0px 0px #f9f51e”]Haalim Downlaod[/su_button]