Woh Aks-e-Mouja-e-Gul Tha,
Woh Aks-e-Mouja-e-Gull Tha, Chaaman Chaaman Me Raha
Woh Rung Rung Me Utra, Kiran Kiran Me Raha
Woh Name Hasil e Fun Hu K Meray Fun Me Raha
Keh Roh Ban K Meri Sooch K Baadan Me Raha
Sakon-e-Dil K Liye Me Kaha Kaha Na Gyi
Mgar Yeh Dil, Key Sadaa Us ki Aanjuman Me Raha
Woh Shahir Walon Kay Agay Kahen Mohazib Tha
Woh Ik Shaks Jo Sheheron Say Dor Ban Me Raha
Charagh Bujhtay Rahe Aur Khawab Jalty Rahe
Ajeb Taraz Ka Mousam Mere Wattan Me Raha
Hamain Yad Rakhna Ye Ehsan He Kafi Hai
Aur kch nhi chahye Ik muskaan he kafi hai,
dil ma bas Ik Tamana he kafi hai
Taamana ha yeh kay ap sada khush rho,
hamain yad rakhna ye ehsan he kafi hai.
..
Paa-oon Parta Howa Rasta Nhi Daikha Jata
Jane Waly Tera Jana Nhi Daikha Jata
Tery Marzi Hai Jidhar Ongli Pakkar Ker Le Ja
Mujh se Aab Tere ilawa Nhi Daikha Jata
Yeh Hasad He Keh Muhabbat Key Ijaraadari
Darmiaan Aapna Bhe Saya Nhi Daikha Jata
Tu Bhe Aye Shaks Kaha Tak Mujhay Bardaasht Kare
Bar Bar Ik He Chera Nhi Daikha Jata
Yeh Tere Chahane Wale Bhe Ajeb Hai Janan
Ishqui Karte Hai Keh Hota Keh Hota Nhi Daikha Jata
Yeh Tere Bad Khula He Kay Judai Kiya Hai
Mujh se Aab Koe Akela Nhi Daikha Jata
Mast Aankhoon Key Bat Chalty Hai
Mast Aankhoon Key Bat Chalty Hai, MehKashi Kervatain Badalty Hai
Ban Sawar Kay Woh Jab Nekalti Hai, Dil kashi Sath Sath Chalti Hai
Haar Jatay Hai Jetne Wale, Woh Nazzar Kesie Chaaal Chalti Hai
Jab Hatatay Hai Roukh Say Zulfoon Ko Chand Hunsta Ha Rat Dhalti Hai
Nigahen Dal Doon Jis Pay Usay Marna He Parta Hai
Nigahen Dal Doon Jis Pay Usay Marna He Parta Hai
Buht Masom Qatil Hon Kbhi Pakri Nhi Jati
Pehlo Ma Jaga Detay Or Dil Ma Utar Jatay
Tm Hun-e-Nazzar Kartay To Hmm Bhe Nikhar Jate
Ik Taz-e-Taghaful Tha Dono Kay Ravaye Ma
Do Gham Idhar Ate Do Gham Odhar Jate
Hm Ko Jo Yaqen Hota Tm Hmmm ko Samaito Gay
Takheer (Dair) Na Kartay Hmmm, Ik Pal Ma Bikhar Jatay
Aankhoon Ma Meri Taktay, Sochoon Ma Zara Khotay
Kch Tm Bhe Sawar Jatay Kch Hmmm Bhe Sawar Jatay
Sansoon Key Jo Sargham He Be Taal Hoe Phirti
Pal Bhar Kay Liye Janum Tm Door Aagar Jatay
Dewar Say Lag Ker Hmm Roaye Bss Buht Yaroo
Hare Hoye Banday Hmmm Jatay To Kidhar Jatay
Tera Khamosh Rehna Meray Zahin Ma Kya Baith Gya
Tera khamosh Rehna Meray Zahin Ma Kya Baith Gya
Itni Aawazen Tujhay De Keh Gala Baith Gya
Youn Nhi Ha Keh Fakat Mai He Usay Chahata Hoon
Jo Bhe Us Par Key ( Chaaoon, Sayaa) Ma Gya Baith Gya
Itna Metha Tha Woh Ghuse Bharra Lehjaa Mat Pooch
Usnay Jis Jis Ko Bhe Janay Ka Kaha Baith Gaya
Itna Larrna Bhe Mohabbat Ha Tumhay ilm Nhi
Chekhti Tm Rahe aurr Mera Gala Baith Gya
Zara Thaihro Dua Kay Sath He Inam Lay Jana
Idhar Tm Ja Rahay Ho Mera Paigham Lay Jana
Mere Aanso Zara Daaman Say Aapne Ponchtay Jao
Aagar Lay Ja Sakko Meri Akeli Sham Lay Jana
Usay Kehna Zarori Hu Aagar Qemat Shab e Ghum Key
To Yeh Tota Hoa Dil Chun (chun Tukre Uthana) Kay Aapne Daam Lay Jana
Usay Kehna Mere Aanso, Mera Qarz Adaa Ker Day
Bs Us Kay Pas Yeh Mera Zaraa Sa Kaam Lay Jana
Usay Kehna, Usay Kehna Nhi! Kuch Bhe Nhi Kehna
Mat Us ky Samnay Mera Koe Paigham Lay Jana
Mgar Tm Jab Kaho Gay Saath Chalne Ko, To Hazir Hoon
Me To Hoon Sada Banda (Simle man) Bey Daam Lay Jana
Main Qadrein Sub Loota Deti Wo Aitbar Karta To
Main Qadrein Sub Loota Deti Wo Aitbar Karta To
Haan Ma Sub Louta Deti Aagar Wo Pyar Krta To
Udasi Us Key Mujh Katan Gawaara Na The
Main Ho Jati Ghayal Gar Wo War Krta To
Main Choun Choun Kay Phool Barsaati Os Per
Per Maray Name Koi Bahar Kerta To
Aanaa Pay Sehna Dushwaar To Hai
Main Har Jati Aagar Wo Taqrar Kerta To
Woh Batain Teri Woh Fasaane Teray
Woh Batain Teri Woh Fasaane Teray
Shaagufta Shaagufta Bahaane Teray
Bs Ik zakham Nazaray Hisa mera
Bahaarain teri Aashyane teray
Bs Ik Dagh-E-Sajda Meri Qaaenat
Jabinain Teri Aastaanay Teray
Zameer-E-Sadaf Me Kiran Ka Mouqam
Anokhay Anokhay Thekane Teray
Faqiroon Ka Jamaaghut Ghaddi Do Ghadi
Sharabain teri badaa-khane teray
Bahaar-O-Khezan Kam Nighaaon Kay Waham
Buray ya bhalay sab zamaane teray
“Adam” bhe ha tera hekayat kadah
Kaha tk gye hain fasaane teray
Kabhi Usay Bh Meri Yaaad Satati Ho Gi
Kabhi Usay Bh Meri Yaaad Satati Ho Gi
Aapni Ankhoon Ma Meray Khawab Sajaati Ho Gi
Woh Jo Her Waqat Khayalon Ma Basi Rehti Ha
Kbhi To Meri Bh Sochoon Ma Kho Jati Ho Gi
Woh Jis Key Raah Me Palkain Bichi Rehty Hai
Kbhi Mujhay Bh Aapney Paas Bolati Ho Gi
Labbon Par Rehti Ha Woh Har Pal Hunsi Ban Kerr
Tasawur Say Meray , Woh Bh Muskurati Ho Gi
Woh Jo Shamil Ha Meraey Geet Meray Naghmoon Me
Kbhi Tanhae Me Mjh Ko Gun Gunati Ho Gi
Jis Kay Liye Mera Dil Ba Qaraar Rehta Ha
Meray Liye Aapna Chain Bh Guati Ho Gi
Jis Say Izhar E Wafa Har Pal Kerna Chahoon
Kbhi Iqrar To Woh Bh Krna Chahati Ho Gi
Jis Kay Liye Meri Har Rat Ha Karvat Karvat
Kbhi To Us Say Bh Nind Na Ati Ho Gi
Jis Key Ulfat Ki Shamma Say Ha Mera Dil Rooshan
Meri Chahat Key Woh Bh Deep Jalaati Ho Gi
Ghum -E- Firaq Mera He Muqaddar Ha Ya Phr
Meri Juda-E Us Say Bh Younhe Rullaati Ho Gi
Tm Pass Bhe Ho To Dil Beqarar Aapana Hai
Tm Pass Bhe Ho To Dil Beqarar Aapna Ha
Keh Hmm Ko Tera Nahi Intaazar Apna Ha
Milay Koe Bhe Tera Zikar Chairr Detay Ha
Keh Jaisay Sara Jaha Razdar Apna Ha
Woh Door Ho To Bajja Tarkay Dosti Ka Khayal
Wo Samne Ho To Kab Ikhtyar Aapna Ha
Kis qaadar zulam dhaaya kerte ho,
Yeh jo tm bhol jaya Kerte ho.
Kiss ka ab hath rkh k sene pay,
Dil key dharkan sunaaya kerte ho.
Hmm jaha chai pene jate thay,
Kiya waha abb bhe aya kerte ho.
Koon ha ab key jis kay chere pe,
Aapni palkoon ka saya kerte ho.
Kio mere dil me rakh nhi dete,
Kis lye gham othaya kerte ho.
Phone per geet jo sunatay thay,
Abb wo geet kis ko sunaya kerte ho.
Akhri khatt me us nay likha tha,
Tm mujhay yad aya kerte ho.!!!
Wasi shah Ghazal